Itna Na Mujhse Pyaar Karo Lyrics
Itna na mujhse tu pyaar badha
ki main ik badal aawara
kaise kisi ka sahara banoon
ki main khudh beghar bechara
Isliye tujhse main pyaar karoon
ki too ik badal aawara
janam janam se hoon saath tere
hai naam mera jal ki dhara
Itna na mujhse pyaar tu badha
ki main ik badal aawara
janam janam se hoon saath tere
hai naam mera jal ki dhara
(Mujhe ek jagah aaraam nahi
ruk jana mera kaam nahi) -2
Mera saath kahan tak dogi tum
main dekh videsh ka banjara
Itna na mujhse pyaar tu badha
ki main ik badal aawara
kaise kisi ka sahara banoon
ki main khudh beghar bechara
Isliye tujhse main pyaar karoon
ki too ik badal aawara
janam janam se hoon saath tere
hai naam mera jal ki dhara
(o neel gagan ke deewane
too pyaar mera na pahchane) -2
main tab tak saath chaloon tere
jab tak na kahe too main haara
Isliye tujhse main pyaar karoon
ki too ik badal aawara
janam janam se hoon saath tere
hai naam mera jal ki dhara
Itna na mujhse pyaar tu badha
ki main ik badal aawara
kaise kisi ka sahara banoon
ki main khudh beghar bechara
(kyoon pyaar main too nadaan bane
ik pagal ka armaan bane) -2
Ab laut ke jaana mushkil hai
maine chhod diya hai jag sara
Itna na mujhse pyaar tu badha
ki main ik badal aawara
janam janam se hoon saath tere
hai naam mera jal ki dhara
Top Lider von Talat Mehmood
- Ye Hawa Ye Raat Ye Chandni
- Itna Na Mujhse Pyaar Karo
- Pyaar Par Bas To Nahi Hai Mera
- Meri Yaad Mein
- Tasveer Banata Hu
- Seene Mein Sulagte Hain Armaan
- Andhe Jahan Ke Andhe Raste
- Ye Mere Dil Kahi Aur Chal
- Mohabbat Hi Na Jo Samjhe
- Hum Se Aayaa Naa Gayaa
- Milte Hi Aankhein Dil Huwa
- Kaise Haseen Aaz
- Aansoo Samaz Ke Kyon
- Ye Nayi Nayi Preet Hai
- Mai Dil Hoo Ek Aramaan Bharaa

Comment Itna Na Mujhse Pyaar Karo