Letras de Yeh Pyar Kya Hain
--FEMALE 1--
Aiya ya ya ya
[ M ]
Yeh pyaar kya hei kisi ne na jaana - 2
Sab ki zubaan pe magar ye fasaana
--FEMALE 1--
Jaadu hei ye kya pata
Kab kis pe ye chal gaya
--FEMALE 2--
Shola hei ye kya khabar
Kab kiska dil jal gaya
[ M ]
Yeh pyaar kya hei kisi ne na jaana
Sab ki zubaan pe magar ye fasaana
Pehle zara dil thaam lo - 2
Phir pyaar ka naam lo
Na kuch kaho, na kuch suno
Aankhon se ye kaam lo
--FEMALE 1--
Sab ke liye pyaar ka
Yeh phool khilta nahin
--FEMALE 2--
Sab ko magar pyaar ka
Yeh gham bhi milta nahin
[ M ]
Yeh pyaar kya hei kisi ne na jaana
Sab ki zubaan pe magar ye fasaana
--FEMALE 1--
Aiya ya ya ya
[ M ]
Is pyaar mein dil pe kabhi - 2
Kuch zor chalta nahin
Is dil mein jo bas jaaye voh
Dil se nikalta nahin
--FEMALE 1--
Kuch log to haar ke
Kya kuch nahin kar gaye
--FEMALE 2--
Unka bhi to naam lo
Chupke se jo mar gaye
[ M ]
Yeh pyaar kya hei kisi ne na jaana
Sab ki zubaan pe magar ye fasaana
--FEMALE 1--
Jaadu hei ye kya pata
Kab kis pe ye chal gaya
--FEMALE 2--
Shola hei ye kya khabar
Kab kiska dil jal gaya
[ M ]
Yeh pyaar kya hei kisi ne na jaana
Sab ki zubaan pe magar ye fasaana
Lo más escuchado de Kumar Sanu
- Ek Din Aap Yoon Humko Mil Jayenge
- Ek Ladki Ko Dekha To Aisa Laga
- Bhari Barsaat Mein Pee Lene Do
- Is Tarah Aashiqui Ka Asar Chod Jaunga
- Zindagi Ki Talash Mein
- Saanson Ki Zaroorat Hai
- Bahut Khubsurat Gazal Likh Raha Hu
- Tu Mile Dil Khile
- Dil Hai Ke Manta Nahin
- Yunhi Kat Jaayega Safar
- Tujhe Dekha To Jaana Sanam
- Chura Lo Na Dil Sanam
- Sardi Khansi Na Maleria
- Ab Tere Bin Jeelenge
- Jise Dekh Mera Dil Dhadka

Comment Yeh Pyar Kya Hain