Could some one please provide the English translation for the following song by K.L.Saigal:
ai qaatib-e taqdir mujhe itnaa bataa de
kyon mujhse khafaa hai tu, kya maine kiyaa hai
auron ko khushee mujhko fakat dard-o-ranj-o gam
duniyaa ko hansi aur mujhe ronaa diyaa hai
hisse mein sabke aayi hain rangiin bahaaren
bad-faqtiyaan lekin mujhe shiishe mein utaare
piiten hain rog roz-o-shab muzzarraton ki may
main huun ke sataa khuun-e-jigar mainne piyaa hai
Thaa jinke dumak dam se aabaad aashiyaan
ho chahachahaathii bulbulen jaane gayii kahan
jugnuu ki chamak hai na sitaaron kii roshanii
is ghup andhere mein hai merii jaan par banii
kyaa thii bataa ke jiskii sazaa tuune mujhko dii
kyaa thaa gunah ke jiskaa badlaa mujhse liyaa hai
Many thanks


