Would someone translate the lyrics for these 2 songs for me please...
Kya Karoon (Wake Up Sid)
Kya karoon ?
Haule Haule Jo mera dil gaa raha hai
Kya karoon ?
Dheeme dheeme se nashe mein jo hai zindagi
Kya karoon ?
Dheere dheere main behka ja raha hoon
Kya karoon ?
Thoda to asar hona hai mujh pe bhi
Tu ru tu tu do
Tu ru tu tu do
Tu ru tu tu do
Tu ru tu tu do
Kya Karun?
Soye soye se kai armaan hain Jagge
Kya Karon?
Dheeme dheeme se nashe mein jo hai zindagi
Kya Karon?
Naye Naye Sapne hain mere aage
Kya Karon?
Thoda to asar hona hai mujh pe bhi
Yeh dil yeh raatein
Yeh saare baatein
Mehke Mehke
Behke behke
Yeh jo pal hain yeh naa betein yun hi main rahon
Kya karoon ?
Haule Haule Jo mera dil gaa raha hai
Kya karoon ?
Dheeme dheeme se nashe mein jo hai zindagi
Kya karoon ?
Dheere dheere main behka ja raha hoon
Kya karoon ?
Thoda to asar hona hai mujh pe bhi
Yeh dooriyan
In raahon ki dooriyan
Nigahon ki dooriyan
Hum rahon ki dooriyan
Fanah ho sabhi dooriyan
Kyun koi paas hai
Door hai Kyun koi
Jaane Na koi yahan pe
Aa Raha paas ya door mein ja raha
Janu na mein hoon kahan pe
Yeh dooriyan
In raahon ki dooriyan
Nigahon ki dooriyan
Hum rahon ki dooriyan
Fanah ho sabhi dooriyan
Yeh dooriyan
Kabhi hua yeh bhi
Khali Rahon pe bhi
Tu tha mere saath
Kabhi tujhe milke lauta
mera dil yeh khali khali haath
Yeh bhi hua kabhi
Jaise hua Aabhi
Tujhko sabhi mein paa li
Tera mujhe kar jaati hai dooriyan
Satati hain dooriyan
Tarsati hain dooriyan
Fanah ho sabhi dooriyan
Kaha bhi na mene
Nahi jeena mene
Tu jo na mila
Tujhe bhule se bhi na
Bola na mene chahun fasla
Bas fasla rahein
Ban ke kasak jo kahen
Ho aur chahat yeh aur jawan
Teri meri mit jaani hai dooriyan
Begani hai dooriyan
Hat jani dooriyan
Fanah ho sabhi dooriyan
Kyun koi paas hai
Door hai Kyun koi
Jaane Na koi yahan pe
Aa Raha paas ya door mein ja raha
Janu na mein hoon kahan pe
Yeh dooriyan
In raahon ki dooriyan
Nigahon ki dooriyan
Hum rahon ki dooriyan
Fanah ho sabhi dooriyan


