Murder 2 - Aye Khuda

Thread: Murder 2 - Aye Khuda

Tags: None
  1. serukina's Avatar

    serukina said:

    Exclamation Murder 2 - Aye Khuda

    Can any1 translate this song to English
    Thank youuuuuuuuuuuuuuu

    Lyrics of Aye Khuda

    Kaisi khala yeh dil mein basi hai
    Ab toh khataayein fitrat hi si hai
    Main hi hoon woh jo rehmat se gira
    Aye khuda, gir gaya, gir gaya
    Main jo tujhse door hua
    Lutt gaya, lutt gaya
    Aye khuda, gir gaya, gir gaya
    Main jo tujhse door hua
    Lutt gaya, lutt gaya

    Kaisi khala yeh dil mein basi hai
    Ab toh khataayein firat hi si hai
    Main hi hoon woh jo rehmat se gira
    Aye khuda, gir gaya, gir gaya
    Main jo tujhse door hua
    Lutt gaya, lutt gaya
    Aye khuda, aye khuda ..

    Itni khataayein tu le kar chala hai
    Daulat hi jaise tera ab khuda
    Har pal bitaaye jaise tu hawa hai
    Gunah ke saaye mein chalta raha
    Samandar sa beh kar tu chalta hi gaya
    Teri marzi poori ki, tune har dafaa
    Tu hi tera mujrim bandeya
    Aye khuda, gir gaya, gir gaya
    Main jo tujhse door hua
    Lutt gaya, lutt gaya

    Kyun judta iss jahaan se tu
    Ik din yeh guzar hi jaayega
    Kitna bhi samayet le yahaan
    Mukti se fisal hi jaayega

    Har shaksh hai dhool se bana
    Aur phir uss mein hi ja mila
    Yeh haqeeqat hai tu jaan le
    Kyun sacch se munh hai pherta

    Chaahe jo bhi hasrat poori kar le
    Rukeygi na fitrat yeh samajh le
    Mitt jaayegi teri hassti

    Barh na paayega yeh dil bandeya
    Aye khuda, gir gaya, gir gaya
    Main jo tujhse door hua
    Lutt gaya, lutt gaya

    Agar tu soche tu hai gira
    Mere haath ko thaam uth zara
    Tere dil ke dar pe hoon khada
    Mujhko apna le tu zara

    Tu kahe tu hai saaye se girah
    Teri raahon ka main noor hoon
    Tere gunah ko khud pe le liya
    Meri nazaron mein bekasoor tu

    Aisa koi manzar tu dikhla de
    Mujhe koi shaksh se milwa de
    Aise koi dil se tu sunwa de
    Ke zakhm koi usse na milaa
    Aye khuda, gir gaya, gir gaya
    Main jo tujhse door hua
    Lutt gaya, lutt gaya
     
  2. songlover26's Avatar

    songlover26 said:

    Default

    Aye! Khuda = O! God


    Kaisi khala yeh dil mein basi hai = What are these empty spaces in my heart
    Ab toh khataayein fitrat hi si hai = Now to commit mistakes has become my nature
    Main hi hoon woh jo rehmat se gira = I am the one who fell from Thy mercy
    Aye khuda, gir gaya, gir gaya = Oh! God, I fell I fell
    Main jo tujhse door hua = Ever since I parted from you
    Lutt gaya, lutt gaya = I lost everything
    Aye khuda, gir gaya, gir gaya
    Main jo tujhse door hua
    Lutt gaya, lutt gaya

    Kaisi khala yeh dil mein basi hai
    Ab toh khataayein firat hi si hai
    Main hi hoon woh jo rehmat se gira
    Aye khuda, gir gaya, gir gaya
    Main jo tujhse door hua
    Lutt gaya, lutt gaya
    Aye khuda, aye khuda ..

    Itni khataayein tu le kar chala hai = the burden of so many mistakes you carry
    Daulat hi jaise tera ab khuda = It seems as if wealth is your only God
    Har pal bitaaye jaise tu hawa hai = You spend every moment like a wind...
    Gunah ke saaye mein chalta raha = blowing under the shadow of sins
    Samandar sa beh kar tu chalta hi gaya = Like a ocean you were always in motion
    Teri marzi poori ki, tune har dafaa = You always did what you pleased
    Tu hi tera mujrim bandeya = You are guilty to your own self
    Aye khuda, gir gaya, gir gaya
    Main jo tujhse door hua
    Lutt gaya, lutt gaya

    Kyun judta iss jahaan se tu = Why you collect so worldly materials
    Ik din yeh guzar hi jaayega = One day this all will pass away
    Kitna bhi samayet le yahaan = No matter how much you accumulate
    Mukti se fisal hi jaayega = One day all this will surely slip away from your hands (at the time of death)

    Har shaksh hai dhool se bana = Every person is made of dust
    Aur phir uss mein hi ja mila = and finally was reduced to dust
    Yeh haqeeqat hai tu jaan le = This is the inevitable truth, you must realize this
    Kyun sacch se munh hai pherta = Why you turn away from reality?

    Chaahe jo bhi hasrat poori kar le = Full fill any desire of yours
    Rukeygi na fitrat yeh samajh le = The Nature will never stop ( Rules of Nature will never change)
    Mitt jaayegi teri hassti = Your existence will be erased.

    Barh na paayega yeh dil bandeya = But your heart will never be full. (You will never be satisfied)
    Aye khuda, gir gaya, gir gaya
    Main jo tujhse door hua
    Lutt gaya, lutt gaya

    Agar tu soche tu hai gira = If You think you have fallen
    Mere haath ko thaam uth zara = Hold my hand and Rise
    Tere dil ke dar pe hoon khada = I am standing at your hearts gates
    Mujhko apna le tu zara = Make me yours (Make me enter your heart)

    Tu kahe tu hai saaye se girah = You say you are surrounded by shadows (darkness)
    Teri raahon ka main noor hoon = I am the light of your paths
    Tere gunah ko khud pe le liya = I take your Sins upon Myself
    Meri nazaron mein bekasoor tu = In my eyes you are innocent (Almighty is the Forgiver)

    Aisa koi manzar tu dikhla de = Show me such a sight
    Mujhe koi shaksh se milwa de = Make me meet such a person
    Aise koi dil se tu sunwa de = Let such a heart hear my tale
    Ke zakhm koi usse na milaa = (The heart) which is free from all these wounds (of sins) (A heart which is pure)
    Aye khuda, gir gaya, gir gaya
    Main jo tujhse door hua
    Lutt gaya, lutt gaya
    Tum takalluf ko hii iKhlaas samajhate ho 'Faraz'
    dost hotaa nahii.n har haath milaane vaalaa - [Ahmed Faraz]
     
  3. serukina's Avatar

    serukina said:

    Default

    awwwwwwwwww such a beautiful meanings
    Thx for this translation
     
  4. songlover26's Avatar

    songlover26 said:

    Default

    You are welcome
    Tum takalluf ko hii iKhlaas samajhate ho 'Faraz'
    dost hotaa nahii.n har haath milaane vaalaa - [Ahmed Faraz]
     
  5. serukina's Avatar

    serukina said:

    Default

    http://www.youtube.com/watch?v=NaOO6scamhI

    Thx again for translation
     
  6. songlover26's Avatar

    songlover26 said:

    Default

    Quote Originally Posted by serukina View Post
    You did an Awesome! job
    Tum takalluf ko hii iKhlaas samajhate ho 'Faraz'
    dost hotaa nahii.n har haath milaane vaalaa - [Ahmed Faraz]
     
  7. Rahul Wadhwa said:

    Default

    Wowwwwwwwwww Amazing.....
     
  8. songlover26's Avatar

    songlover26 said:

    Default

    This is another awesome song from Murder 2...and first stanza is soooo nice

    Phir Mohobatt (love Again)

    [3n0KPChPXB4]http://www.youtube.com/watch?v=3n0KPChPXB4[/video]
    Last edited by songlover26; 06-22-2011 at 03:51 AM.
    Tum takalluf ko hii iKhlaas samajhate ho 'Faraz'
    dost hotaa nahii.n har haath milaane vaalaa - [Ahmed Faraz]