Translation help with a short songs (urdu,english)

Thread: Translation help with a short songs (urdu,english)

Tags: 2011, english, song, translation, urdu
  1. sebilarka said:

    Question Translation help with a short songs (urdu,english)

    Hi, can anyone help me please translating the following songs please:

    1.
    Bus Yunhi Chalte Rahain
    Din Yunhi Kat Te Rahain
    Lamhon Ko Dhalna Do Sadiyon Mein
    Ansoo Na Ana Do Ankhon Mein
    Bus Yeh Chand Khushiyan Chun Lo
    Chun Lo

    Bus Yehi Ihsaas Ho
    An Kahe Alfaz Hoon
    Baarish Ho Jazboon Ki Hijabon
    Khahish Ho Kurb Ki Adayon Mein

    Bus Yeh Chand Khushiyan Chun Lo
    Chun Lo
    Bus Yunhi

    2.
    chand se chehron pe
    phool se sehron pe
    zakhm zakhm tehreerain
    dhool dhool tasweerain

    rungg rungg jismon ke
    sandali katoron mein
    yaad yaad mehroomi
    ashk ashk afsaane

    zindagi ke mayle mein
    iss bharay jhamayle mein
    koi sochta ho ga
    woh milay akaile mein

    shor shor galiyon ki
    geeli geeli darzon mein
    jaisay jum gaye kaaye
    aur jaagti hai tanhaaye

    aur saamne mere
    ek hajoom be-maani
    khuwab khuwab behta hai
    ek sehrab behta hai
     
  2. sebilarka said:

    Default

    plzzx
     
  3. songlover26's Avatar

    songlover26 said:

    Default

    Bus Yunhi Chalte Rahain - I just kept walking like that
    Din Yunhi Kat Te Rahain - Days kept passing like that
    Lamhon Ko Dhalna Do Sadiyon Mein - Moments change into two centuries
    Ansoo Na Ana Do Ankhon Mein- Tears don't come in these two eyes of mine
    Bus Yeh Chand Khushiyan Chun Lo- Just pick these few joy
    Chun Lo - Pick them

    Bus Yehi Ihsaas Ho - Only this feeling should be there
    An Kahe Alfaz Hoon - Unsaid words be there
    Baarish Ho Jazboon Ki Hijabon - There should be a rain of emotions
    Khahish Ho Kurb Ki Adayon Mein - In moves there be a desire of nearness

    Bus Yeh Chand Khushiyan Chun Lo
    Chun Lo
    Bus Yunhi - Just like that
    Tum takalluf ko hii iKhlaas samajhate ho 'Faraz'
    dost hotaa nahii.n har haath milaane vaalaa - [Ahmed Faraz]