kabhee aansu kabhee khushbu kabhee nagama bankar
hamase har sham milee hai teraa chehra bankar
kabhee aansu kabhee khushbu kabhee nagama bankar
chand nikala hai teree aankh ke aanso kee tarah
phul mehake hai teree julf kaa saya banakar
hamase har sham milee hai teraa chehara bankar
kabhee aanso kabhee khushbu kabhee nagama bankar
dil ke kagaj pe tu utarata hai tu sheron kee tarah
mere honton pe chamakata hai tu nagama banakar
hamase har sham milee hai teraa chehara bankar
kabhee aanso kabhee khushbu kabhee nagama bankar
meraa kya hal hai yeh aa ke kabhee dekh toh le
jee raha hu teraa bhula huva wada banakar
hamase har sham milee hai teraa chehara bankar
kabhee aanso kabhee khushbu kabhee nagama bankar...