Plss who can translate this beautiful song??
http://www.youtube.com/watch?v=ZjcjB...eature=related
itnaa na mujhse tu pyaar badhaa
ke main ek baadal aawaaraa
kaise kisi kaa sahaaraa banoon
ke main khud beghar bechaaraa
is liye tujhse main pyaar karoon
ke tu ek baadal aawaaraa
janam janam se hoon saath tere
hai naam meraa jal ki dhaaraa
itnaa na mujhse tu pyaar badhaa
ke main ek baadal aawaaraa
janam janam se hoon saath tere
hai naam meraa jal ki dhaaraa
mujhe ek jagah aaraam nahin
ruk jaanaa meraa kaam nahin
mujhe ek jagah aaraam nahin
ruk jaanaa meraa kaam nahin
meraa saath kahaan tak dogi tum
mai desh videsh kaa banjaaraa
itnaa na mujhse tu pyaar badhaa
ke main ek baadal aawaaraa
kaise kisi kaa sahaaraa banoon
ke main khud beghar bechaaraa
is liye tujhse main pyaar karoon
ke tu ek baadal aawaaraa
janam janam se hoon saath tere
hai naam meraa jal ki dhaaraa
o neel gagan ke deewaane
tu pyaar na meraa pahchaane
o neel gagan ke deewaane
tu pyaar na meraa pahchaane
main tab tak saath chaloon tere
jab tak na kahe tu main haaraa
is liye tujhse main pyaar karoon
ke tu ek baadal aawaaraa
janam janam se hoon saath tere
hai naam meraa jal ki dhaaraa
itna na mujhse tu pyaar badhaa
ke main ek baadal aawaaraa
kaise kisi ka sahaaraa banoon
ke main khud beghar bechaaraa
kyun pyaar mein tu naadaan bane
ik paagal ka armaan bane
kyun pyaar mein tu naadaan bane
ik paagal kaa armaan bane
ab laut ke jaana mushkil hai
maine chhod diya hai jag saara
itnaa na mujhse tu pyaar badhaa
ke main ek baadal aawaaraa
janam janam se hoon saath tere
hai naam meraa jal ki dhaara..