Paroles - Muze Dard-de-dil Kaa
muze dard-ye-dil kaa pataa naa thaa
muze aap kisaliye mil gaye
mai akelaa yoo hee maje mein thaa
muze aap kisaliye mil gaye
yoo hee apane apane safar mein gum
kahee dur mai, kahee door tum
chale jaa rahe the judaa, judaa
muze aap kisaliye mil gaye
mai gareeb haath badhaa to doo
tumhe paa sakoo ke naa paa sakoo
meree jaan bahot hain ye faasalaa
muze aap kisaliye mil gaye
naa main chaand hoo, kisee shaam kaa
naa chiraag hoo, kisee baam kaa
mai to raasate kaa hoo yek diyaa
muze aap kisaliye mil gaye
Ajouté par Guest
Top chansons d'Mohammad Rafi
- Dil Ke Jharoke Mein Tujko Bithakar
- Shirdi Wale Sai Baba
- Isharo Isharo Mein Dil Lene
- O Meri Mehbooba
- Khilona Jaan Kar
- Maein Zindagi Ka Saath Nibhata Chala Gaya
- Aane Se Uske Aaye Bahaar
- Yaad Teri Aayegi
- Tumne Pukara Aur Hum Chale Aaye
- Mujhe Pyar Ki Zindagi
- Teri Bindiya Re
- Dafliwale Dafli Baja
- Tumsa Nahin Dekha
- Tum Mujhe Yun Bhula Na Paoge
- Chand Mera Dil Chandni Ho

Comment Muze Dard-de-dil Kaa