Tareef Us Khuda Ki testo
taareef us khuda ki jis ne jahaan banaya
kaisi zameen banaayi, kya aasamaan banaya
mitti se bel boote kya khushnuma ugaaye
pehna ke sabz khillat unko jawaan banaaya
suraj se ham ne payi garmi bhi roshani bhi
kya khoob chashma tu ne ae meharbaan banaya
har cheez se hai us ki kaarigari tapakti
ye kaarkhana tu ne kab raigaan banaya
Aggiunto da Guest
Migliori canzoni di Jagjit Singh
- Tum Itna Jo Muskura Rahe Ho
- Jhuki Jhuki Si Nazar Bekarar
- Pyar Ka Pehla Khat Likhne Mein
- Honton Se Chhoo Lo Tum
- Jab Saamne Tum Aa Jaate Ho
- Koi Yeh Kaise Bataye Ke
- Gham Ka Khazana
- Kabhi Yoon Bhi To Ho
- Chithhi Na Koyi Sandesh
- Sunte Hain Ke Mil Jaati Hai
- Yeh Daulat Bhi Le Lo
- Kahin Kahin Se Har Chehra
- Shaam Se Aankh Mein
- Main Bhool Jaaoon Tumhen
- Koyi Fariyaad Tere Dil Main

Comment Tareef Us Khuda Ki