Bhari Barsaat Mein Pee Lene Do testo
Barsaat ke mausam main
tanhai ke aalam main |2|
main ghar sey nikal aaya
botal bhi utha laaya
abhi zinda hoon to jee leney jee leney do
bhari barsaat main pee leney do
Barsaat ke mausam main
tanhai ke aalam main |2|
main ghar sey nikal aaya
botal bhi utha laaya
abhi zinda hoon to jee leney jee leney do
bhari barsaat main pee leney do
mujhey tukado main nahi jeena hai
katra katra toh nahi peena hai |2|
ho .... aaj paimaaney hata do yaaron
saara maikhana peela do yaaro
maikadon main to piya karta hoon |2|
chalti rahon main bhi pee leney do
abhi zinda hoon to jee leney jee leney do
bhari barsaat main pee leney do
mere dushman hai zamaney key gham
baad peeney ke yeh hongey kam |2|
ho ... zulm duniya key na seh paoonga
bin piye aaj na reh paaonga
mujhe haalat sey takraana hai |2|
aise haalat main pee leney do
abhi zinda hoon to jee leney jee leney do
bhari barsaat main pee leney do
aaj ki shaam badi bojhal hai
aaj ki raat badi kaatil hai |2|
ho ... aaj ki shaam dhalega kaise
aaj ki raat kategi kaise
aag sey aag bujhegi dil ki |2|
mujhey yeh aag bhi pee leney do
abhi zinda hoon to jee leney jee leney do
bhari barsaat main pee leney do
hmmmm ....Barsaat ke mausam main
tanhai ke aalam main |2|
main ghar sey nikal aaya
botal bhi utha laaya
abhi zinda hoon to jee leney jee leney do
bhari barsaat main pee leney do
Migliori canzoni di Kumar Sanu
- Ek Din Aap Yoon Humko Mil Jayenge
- Ek Ladki Ko Dekha To Aisa Laga
- Bhari Barsaat Mein Pee Lene Do
- Is Tarah Aashiqui Ka Asar Chod Jaunga
- Zindagi Ki Talash Mein
- Saanson Ki Zaroorat Hai
- Bahut Khubsurat Gazal Likh Raha Hu
- Tu Mile Dil Khile
- Dil Hai Ke Manta Nahin
- Yunhi Kat Jaayega Safar
- Tujhe Dekha To Jaana Sanam
- Chura Lo Na Dil Sanam
- Sardi Khansi Na Maleria
- Ab Tere Bin Jeelenge
- Jise Dekh Mera Dil Dhadka

Comment Bhari Barsaat Mein Pee Lene Do