Jaana Zindagi Se Na Jana lyrics
jaana zindagi se na jana
pyar ka yeh khazana loot na jaye kahi
jaana hum rahenge tumhare
hain jab tak sitarein, hain jab tak zameen
duniya sari dekar lelu main ek tera pyar,yeh pyar
saathi ho jo tere jaisa kya karna sansar, sansar
zameen hain kya jo tu kahe
main chand pe tere saath chalu
o o o jaana zindagi se na jana
pyar ka yeh khazana loot na jaye kahi
jaana hum rahenge tumhare
hain jab tak sitarein, hain jab tak zameen
mere jeevan main tere geeton ki jhankar, jhankar
tere sang main angaron par chalne ko tayyar, tayyar
tum dur ho hazar gum
tum pass ho to mujhe hai khushi
o o o jaana zindagi se na jana
pyar ka yeh khazana loot na jaye kahi
jaana hum rahenge tumhare
hain jab tak sitarein, hain jab tak zameen
jaana ho o o jaana
jaana ho o o jaana
jaana
Top Abhijeet Sawant songs
- Hum Rahe Ya Na Rahe
- Muhabbatein Lutaaunga
- Kya Tujhe Pata Hain Main
- Lafzon Mein Keh Na Saku
- Suno Na Suno Na
- Tum Dil Ki Dhadkan Mein Rehte
- Baadshah O Baadshah
- Lafzon Mein
- Ishq Chupta Nahin
- Yaad Piya Ki Aaye
- Suniye To Rukiye To
- Kabhi Yaado Mein Aao
- Jab Tak Rahega Seene Mein Dil
- Waada Raha Sanam
- Jaana Zindagi Se Na Jana

Comment Jaana Zindagi Se Na Jana