Mukhtasar Si Ek Hasi Mulakat Mein lyrics
mukhtasar si ek hasi mulakat mein - 2
kho gaya dil mere kho gaya
ek pal main yun hi, baat baat main - 2
ho gaya dil tera ho gaya
mukhtasar si ek hasi mulakat main....
(jabse dekha hai tera hi chehara
meri palkon pe chhaya rehta hai) - 2
tere siva ab main kya sochu
lab pe tera hi naam rehta hai
kuchh ho gaya dil mera kho gaya
mukhtasar si ek hasi mulakat mein....
(tere liye hai meri ye saansen
teri baahon mein mujhe jeena hai) - 2
rokega mujhko zamana kya
teri aakhonse mujhe peena hai
kuchh ho gaya dil mera kho gaya
mukhtasar si ek hasi mulakat main....
(kiya na hoga kisi aashiq ne
pyar mein kaam aisa kar doonga) - 2
chun chunke kaante teri raahon mein
daaman mein tere phool bhar dunga
kuchh ho gaya dil mera kho gaya
mukhtasar si ek hasi mulakat mein - 2
kho gaya dil mere kho gaya
ek pal mein yun hi, baat baat mein - 2
kab ho gaya dil tera ho gaya
kho gaya dil tera ho gaya
he he la r la la...
Top Abhijeet Sawant songs
- Hum Rahe Ya Na Rahe
- Muhabbatein Lutaaunga
- Kya Tujhe Pata Hain Main
- Lafzon Mein Keh Na Saku
- Suno Na Suno Na
- Tum Dil Ki Dhadkan Mein Rehte
- Baadshah O Baadshah
- Lafzon Mein
- Ishq Chupta Nahin
- Yaad Piya Ki Aaye
- Suniye To Rukiye To
- Kabhi Yaado Mein Aao
- Waada Raha Sanam
- Jab Tak Rahega Seene Mein Dil
- Jaana Zindagi Se Na Jana

Comment Mukhtasar Si Ek Hasi Mulakat Mein