Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko lyrics
--FEMALE--
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churaana sanam
Badalke meri tum zindagaani
Kahin badal na jaana sanam
Oh, le liya dil, oh haai mera dil
Haai dil lekar mujhko na behlaana
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churaana sanam
Badalke meri tum zindagaani
Kahin badal na jaana sanam
(Bahaar banke aaoon kabhi tumhaari duniya mein
Guzar na jaaye yeh din kahin isi tamanna mein) - 2
Tum mere ho, ho tum mere ho
Aaj tum itna vaada karte jaana
Chura liya
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churaana sanam
Badalke meri tum zindagaani
Kahin badal na jaana sanam
--MALE--
Ho, sajaaoonga lutkar bhi tere badan ki daali ko
Lahoo jigar ka doonga haseen labon ki laali ko
Sajaaoonga lutkar bhi tere badan ki daali ko
Lahoo jigar ka doonga haseen labon ki laali ko
Hai vafa kya is jahaan ko
Ek din dikhla doonga main deewana
Chura liya
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churaana sanam
Badalke meri tum zindagaani
Kahin badal na jaana sanam
Le liya dil, haai mera dil
Haai dil lekar mujhko na behlaana
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churaana sanam
Hm hm hm hm, hm hm hm hm - 2
Top Alka Yagnik songs
- Hum Tum
- Dil Laga Liya Maine
- Pyar Ke Liye Chaar Pal
- Ek Din Aap Yoon Humko Mil Jayenge
- Tumhe Dekhe Meri Aankhen
- Bahut Jatate Ho Chah Humse
- Tu Dharti Pe Chaahe Jahaan Bhi Rahegi
- Is Pyar Se Meri Taraf Na Dekho
- Mere Angne Mein
- Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko
- Humko Sirf Tumse Pyar Hai
- Dekha Tujhe To Ho Gayi
- Kahin Mujhe Pyaar
- Chhup Gaya Badli Mein Jaake
- Tumse Milne Ko Dil Karta Hain

Comment Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko