Ajeeb Saaneha Mujh Par lyrics
ajeeb saaneha mujh par guzar gaya yaaro
main apne saaye se kal raat dar gaya yaaro
har ek naqsh tamanna ka ho gaya dhundhala
har ek zakm mere dil ka bhar gaya yaaro
bhatak rahi thi jo kashti vo gaqr-e-aab hui
chadha hua tha jo dariya utar gaya yaaro
vo kaun tha vo kaha ka tha kya hua tha use
suna hai aaj koi shaks mar gaya yaaro
Submitted by Guest
Top Hariharan songs
- Bharat Humko Jaan Se
- Aye Dil Laaya Hai Bahaar
- Yeh To Sach Hai Ki Bhagwan Hai
- Nahin Saamne Ye Alag Baat Hai
- Sun Ri Sakhi Meri
- Kuchh Duur Hamaare Saath Chalo
- Hai Rama Ye Kya Hua
- Chanda Re Chanda Re
- Roja (Ii)
- Ajooba
- Sarfaroshi Ki Tamanna Ab Hamare Dil Mein Hai
- Baahon Ke Darmiyaan
- Dil Ka Koi Tukda
- O Hansini
- Chilman Uthegi Nahin

Comment Ajeeb Saaneha Mujh Par