Aanewala Pal Jaane lyrics
Hmmmm Mmmm Aha Ha Ha Hey Hey Hey
Hmmmm Hmmmm
Aanewala Pal Jaanewala Hai (2)
Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal Jo Yeh
Jaanewala Hai Ho Ho
Aanewala Pal Jaanewala Hai
Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal Jo Yeh
Jaanewala Hai
Ek Baar Yoon Mili Maasoom Si Kali (2)
Ho Khilte Hue Kahaan kushbaash Mein Chali
Dekha To Yahin Hai Dhundha To Nahin Hai Pal Jo Yeh
Jaanewala Hai Ho Ho
Aanewala Pal Jaanewala Hai
Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal Jo Yeh
Jaanewala Hai
Ek Baar Waqt Se Lamha Gira Kahin (2)
Wahaan Dastan Mili Lamha Kahin Nahin
Thoda Sa Hasaake Thoda Sa Rulaake Pal Ye Bhi Jaanewala
Hai Ho Ho
Aanewala Pal Jaanewala Hai
Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal Jo Yeh
Jaanewala Hai Ho Ho
Aanewala Pal Jaanewala Hai (2)
Submitted by Guest
Top Kishore Kumar songs
- Humein Tumse Pyar Kitna
- Tera Mujhse Hai Pehle
- Zindagi Ke Safar Me Guzar Jate Hain Jo Makam
- Pyar Diwana Hota Hai
- O Mere Dil Ke Chain
- Phoolon Ke Rang Se
- Pal Pal Dil Ke Paas
- Mere Sapnon Ki Rani
- Phoolon Ka Taroon Ka
- Chalte Chalte
- Chookar Mere Mann
- Manzile Apni Jagah Haie
- Roop Tera Mastana
- Aise Na Mujhe Tum Dekho
- Aanewala Pal Jaane

Comment Aanewala Pal Jaane