Yunhi Kat Jaayega Safar lyrics

(yuhi kat jaayega safar saath chalane se
ki manjil aayegi nazar saath chalane se) - 3

hum hain raahi pyar ke chalana apana kaam - 2
palbhar mein ho jaayegi har mushkil aasan - 2
housala na haarenge hum to baazi maarenge - 2
yuhi kat jaayega safar saath chalane se
ki manjil aayegi nazar saath chalane se

kehati hain ye waadiya badalega mausam - 2
na koi parvaah hain khushiya ho ya gum - 2
aandhiyon se khelenge dard saare jhelenge - 2
(yuhi kat jaayega safar saath chalane se
ki manjil aayegi nazar saath chalane se) - 4

Submitted by Guest

Comment Yunhi Kat Jaayega Safar