Jahaan Mein Aayi Diwali lyrics
jahaan mein aayi diwali bade charaag jale
hamaare dil mein tere gam ke daag jale
kadam kadam pe charaagon ka aaj mela hai
bujha hua mere dil ka diya akela hai
kabhi na aise kisi ki khushi ka baag jale
hamaare dil mein ...
ajeeb rang liye ab ke aayi diwali
kisi ne ghar ko jalaake manaayi diwali
udhar charaag idhar dil ka daag daag jale
zameen pe utara hua qaafila sitaaron ka
dilaaye yaad sama pyaar ki bahaaron ka
jo tum nahi ho to kaise mera charaag jale
hamaare dil mein ...
Submitted by Guest
Top Lata Mangeshkar songs
- Lag Ja Gale Se
- Aapki Nazron Ne Samjha
- Ek Pyar Ka Nagma Hai
- Zindagi Pyar Ka Geet
- Hum Bhool Gaye Re Har Baat
- Aa Ke Teri Bahon Main
- Ek Tera Saath
- Aaja Sanam Madhur Chandni Mein Hum
- Agar Tum Na Hote
- Guzra Hua Zamana, Aata Nahin Dubara
- Didi Tera Devar Deewana
- Ajeeb Daastaan Hai Yeh
- Aaja Re Pardesi
- Pankh Hote Toh Udd Aati Re
- Solah Baras Ki Baali Umar Ko Salaam

Comment Jahaan Mein Aayi Diwali