Meri Jaan Meri Jaan lyrics
Meri jaan, meri jaan
Pyaar kisi se
Ho hi gaya hai
Hum kya karen
Meri jaan, meri jaan
Pyaar kisi se
Ho hi gaya hai
Hum kya karen
Hum kya karen haye
Koi kya kare
Dil jo diya hai
Hum kya karen
Meri jaan, meri jaan
Bhuli thi mein haye kya thi khabar
Aa aa aa aa
Aa aa aa aa
Lootegi yun mujhe oonki nazar
Aa aa aa aa
Aa aa aa aa
Bhuli thi mein haye kya thi khabar
Lootegi yun mujhe oonki nazar
Na hote mukabil na dil haarte hum
Yeh apni khata hai
Gila kya karen
Meri jaan, meri jaan
Pyaar kisi se
Ho hi gaya hai
Hum kya karen
Wai wai wai wai
Meri jaan, meri jaan
Pyaar kisi se
Ho hi gaya hai
Hum kya karen
Dil ki nigahon ne ghayal kiya
Aa aa aa aa
Aa aa aa aa
Lenge oonhi se dil ki dava
Aa aa aa aa
Aa aa aa aa
Dil ki nigahon ne ghayal kiya
Lenge oonhi se dil ki dava
Na hum muskurate na woh paas aate
Usi ki mili hai
Saza kya karen
Meri jaan, meri jaan
Pyaar kisi se
Ho hi gaya hai
Hum kya karen
Wai wai wai wai
Meri jaan, meri jaan
Pyaar kisi se
Ho hi gaya hai
Hum kya karen
Top Lata Mangeshkar songs
- Lag Ja Gale Se
- Aapki Nazron Ne Samjha
- Ek Pyar Ka Nagma Hai
- Zindagi Pyar Ka Geet
- Hum Bhool Gaye Re Har Baat
- Aa Ke Teri Bahon Main
- Ek Tera Saath
- Aaja Sanam Madhur Chandni Mein Hum
- Agar Tum Na Hote
- Guzra Hua Zamana, Aata Nahin Dubara
- Didi Tera Devar Deewana
- Ajeeb Daastaan Hai Yeh
- Pankh Hote Toh Udd Aati Re
- Solah Baras Ki Baali Umar Ko Salaam
- Aaja Re Pardesi

Comment Meri Jaan Meri Jaan