Artist: Lata Mangeshkar Album: Unsorted Song: Tu Husn Hain Main Ishq Translated title:
Tu Husn Hain Main Ishq letra
Tu Husn Hain Main Ishq songtext
Tu Husn Hain Main Ishq lyrique
Tu Husn Hain Main Ishq testo
Tu Husn Hain Main Ishq referencias
tu husn hai main ishq huun, tu mujh mein hai main tujh mein huun main isake aage kya kahuun, tu mujh mein hai main tujh mein huun
ma: o soniye la: o mere mahivaal ma: aaja oy aaja la: paar nadi ke mere yaar ka dera ma: tere havaale rabba dilbar mera la: raat bala ki badhata jaae, laharon ka ghera kasam khuda ki aaj hai mushkil milana mera dono: khair kari rabba saath jiyenge saath marenge yahi hai fasaana
la: kahaan saliim kaa, rutaba kahaan anaarakali -2 ye aisi shaakh-e-tamanna hai, jo kabhi na phali -2 ma: na bujh sakegi bujhane se, ahl-e-duniya ke -2 vo shama jo teri aankho.n men, mere dil mein jali -2
la: huzuur ek na ek din ye baat aegi -2 ke takt-o-taaj bhale hain ke ek kaniz bhali -2 ma: main takt-o-taj ko thukara ke tujhako le lunga -2 ke takt-o-taj se teri gali ki kaq bhali -2 dono: saath jiyenge saath marenge yahi hai fasaana -2