|
Yaad Kiya Dil Ne Kahaan Ho lyrics
Get Lata Mangeshkar
- Yaad Kiya Dil Ne Kahaan Ho ringtones 
Hemant: Yaad kiya dil ne kahaan ho tum Jhoomti bahaar hai kahaan ho tum Lata: Pyaar se pukaar lo jahaan ho tum -2 (repeat)
Hemant: O, kho rahe ho aaj kis khayal mein Lata: O, dil fasaa hai bebasi ke jaal mein (repeat) Lata: Matlabi jahaan meherbaan ho tum Hemant: Yaad kiya dil ne kahaan ho tum Lata: Pyaar se pukaar lo jahaan ho tum -2
Hemant: O, raat dhal chuki hai subah ho gayi Lata: O, main tumhaari yaad leke kho gayi (repeat) Lata: Ab to meri daastaan ho tum Hemant: Yaad kiya dil ne kahaan ho tum
Lata: Pyaar se pukaar lo jahaan ho tum -2
Hemant: O, tum humaari zindagi ke baag ho Lata: O, tum humaari raah ke charaag ho (repeat) Lata: Mere liye aasmaan ho tum Hemant: Yaad kiya dil ne kahaan ho tum Lata: Pyaar se pukaar lo jahaan ho tum -2 Hemant: Hm mm mm, mm mm mm Lata: Hm mm mm, mm mm mm Hemant: Hm mm mm, mm mm mm Lata: Hm mm mm, mm mm mm
Download Lata Mangeshkar
- Yaad Kiya Dil Ne Kahaan Ho music 
translate
|