Sadhana Sargam – Nahi Yeh Ho Nahi Sakta lyrics

(nahin yeh ho nahin sakta, ke teri yaad na aaye
bina tere kahin bhi dil mera, abh chain na paaye
tujhe bhool ne se pehle meri jaan chali jaaye - 2) - 2
o meri jaan chali jaaye - 4

agar mujhpe yakeen na ho, mujhe tum aazman lena
main tumse pyaar karta hoon, jahan chahe bulaa lena
todunga na ye vaade waffa, ye vaade waffa
main aashiq hoon deewana hoon, koi kya mujhko samjhaye
nahin yeh ho nahin sakta, ke teri yaad na aaye
tujhe bhool ne se pehle meri jaan chali jaaye - 2
o meri jaan chali jaaye - 4
nahin yeh ho nahin sakta, ke teri yaad na aaye
bina tere kahin bhi dil mere, abh chain na paaye
tujhe bhool ne se pehle meri jaan chali jaaye - 2
meri jaan chali jaaye - 2
o meri jaan, chali jaaye, meri jaan, chali jaaye...

mohabbat ki hadoon se hum, chalo aage nikal jaayein
basaa lein ghar dilon mein hum, na duniyaa ko nazar aayein
chupp ke sunein dhadkanon ki sadaa, dhadkanon ki sadaa
meri deewangi dilbar, tere sar ki kasam khaaye
nahin yeh ho nahin sakta, ke teri yaad na aaye
tujhe bhool ne se pehle meri jaan chali jaaye - 2
meri jaan chali jaaye - 2
o meri jaan, chali jaaye, meri jaan, chali jaaye...
nahin yeh ho nahin sakta, ke teri yaad na aaye
bina tere kahin bhi dil mere, abh chain na paaye
tujhe bhool ne se pehle meri jaan chali jaaye - 2

Submitted by Guest