Chalo Tumko Lekar Chale lyrics
Chalo Tumko Lekar Chale Hum Un Fizao Mein
Jahan Meetha Nasha Hai Taaron Ke Chaaon Mein
Chalo Tumko Lekar Chale Hum Un Fizao Mein
Jahan Meetha Nasha Hai Taaron Ki Chaaon Mein

Deti Sarsarati In Hawaon Ke Sang Aao Paas Mere Aana
Sapno Ka Safar Hai Mere Dil Ka Yeh Bhawar Hai Is Mein Doob Jana
Zarasa Lamha Chupata Ab Mil Gaya
Jahan Meetha Nasha Hai Taaron Ki Chaaon Mein
Chalo Tumko Lekar Chale Hum Un Fizao Mein
Madham Roshni Hai Aur Chanchal Chandni Hai Chale Aaona
Shabnam Si Chuban Hai Aur Mehka Sa Milan Hai Door Jao Na
Suhana Sapna Tumhara Sach Ho Gaya
Jahan Meetha Nasha Hai Taaron Ki Chaaon Mein
Chalo Tumko Lekar Chale Hum Un Fizao Mein
Jahan Meetha Nasha Hai Taaron Ki Chaaon Mein
Submitted by Guest

Comment Chalo Tumko Lekar Chale