aye kaash dil-e-nadaan - 2 aaisa na kiya hota pyar kiya hota sauda na kiya hota pyar kiya hota sauda na kiya hota aye kaash dil-e-nadaan
vaada wafa ka humne kis mod pe hain toda - 2 haste kisi chaman ko veeran karke chhodha veeran karke chhodha masoom kisi dil ko dhokha na diya hota - 2 pyar kiya hota sauda na kiya hota aye kaash dil-e-nadaan
khwaabon ke aashiyaan pe bijli girayi humne - 2 daulat se mohabbat ki keemat lagai humne keemat lagai humne neelam main hua tha dil toh na bika hota - 2 pyar kiya hota sauda na kiya hota aye kaash dil-e-nadaan
ek bezubaan dil ki duniya tabaah kar ke - 2 laute hai aaj hum yeh kaisa gunaah karke kaisa gunaah karke yu naam mohabbat ka ruswaa na kiya hota - 2 pyar kiya hota sauda na kiya hota aye kaash dil-e-nadaan aaisa na kiya hota pyar kiya hota sauda na kiya hota aye kaash dil-e-nadaan
Website contains: Suresh Wadkar - Aye Kaash Dil-e-nadaan song lyrics; music and general forums; music stories;
spanish & german versions; power lyrics request engine for Suresh Wadkar - Unsorted.