Pradeep Mehta - Kar Karam

Thread: Pradeep Mehta - Kar Karam

Tags: None
  1. algebra's Avatar

    algebra said:

    Default Pradeep Mehta - Kar Karam

    Can someone translate these song please?, I have this album and I love it, I'll post that others lyrics gradativelly. Thank you all for opening this thread, hindi music is great and I adore so much!


    Pradeep Mehta - Kar Karam

    LISTEN

    Bechain Hoon Samandar Sa, Na Chain Mujhako Ik Lamha
    Bechain Hoon Samandar Sa, Na Chain Mujhako Ik Lamha
    Teri Nazar Ki Chaahat Hai, Kar De Tu Ik Nazar
    Kar Karam Yaar Kar Karam Yaar Kar Karam Yaar Kar
    Kar Karam Yaar Kar Karam Yaar Kar Karam Yaar Kar
    Bechain Hoon Samandar Sa

    Tu Hi Junoon Mera Hai Tu Hi Deewaana Pan
    Tere Liyehi Tadpe Hai, Din Raat Mera Mann
    Mushkil Hai Teri Yaadon Ko Dil Se Bhula Saku
    Rab Ki Jagah Sanam Tere Sajade Main Karta Hoon
    Sun Le Iltaja Meri De Duwa Ko Asar
    Kar Karam Yaar Kar Karam Yaar Kar Karam Yaar Kar
    Kar Karam Yaar Kar Karam Yaar Kar Karam Yaar Kar
    Bechain Hoon Samandar Sa

    Rooh Mein Hai Sharif Tu, Dhadkan Mein Hai Basi
    Tu Hi Karaar Mera Tu Meri Bebasi
    Tere Hi Haathon Mein Jaanam Hai Meri Jindagi
    Meri Judaayi Aansu Hai, Milana Teri Khushi
    Aa Paas Mere Aaja Tu, Na Bekaraar Kar
    Kar Karam Yaar Kar Karam Yaar Kar Karam Yaar Kar
    Kar Karam Yaar Kar Karam Yaar Kar Karam Yaar Kar
    Bechain Hoon Samandar Sa, Na Chain Mujhako Ik Lamha
    Teri Nazar Ki Chaahat Hai, Kar De Tu Ik Nazar
    Kar Karam Yaar Kar Karam Yaar Kar Karam Yaar Kar
    Kar Karam Yaar Kar Karam Yaar Kar Karam Yaar Kar
    Bechain Hoon Samandar Sa

    Husn Waalo

    LISTEN

    husn waalo ka bharosa - karke hamne khaaya dhoka
    inn hasino se jaan bachaana re
    kabhi bhule se dil na lagaana re

    har chamkili cheej meri jaan hoti nahi hai sona
    inn ujale cheharon ki khaatir chain na dil ka khona
    baaton mein na inaki aana soch samajh ke haath badhaana
    warna tujhko padega pachhtaana re
    kabhi bhule se dil na lagaana re
    husn waalo ka bharosa

    dil ke liye hai pyaar ki daulat, ik anmol khajaana
    kismat waalon ko milata hai chaahat ka najraana
    naadaan hai jo dil ko lagaaye, ishq mein tadpe, jaan lutaaye
    kyun na samajhe woh samajhu deewwaana re
    kabhi bhule se dil na lagaana re
    husn waalo ka bharosa karke hamne khaaya dhoka
    inn hasino se jaan bachaana re
    kabhi bhule se dil na lagaana re

    Ja yaar hamko

    LISTEN

    ja yaar hamko chhodake pyaar dil se bhula dena
    ho sake toh mere naam pe do aansu baha dena
    ja yaar hamko chhodake pyaar dil se bhula dena

    rote huye dil ko main apane manaa lunga
    akhiya na dekhe tera sapana samjha lunga
    raahe jindagi mein koyi tujhase naata tod de
    tute dil tera mere mein tujhako chhod de
    roshani ke liye tu -2, ghar mera jala dena
    ja yaar hamko chhodake pyaar dil se bhula dena

    pyaar mein wafaao ka yeh tune kya sila diya
    palko pe rakha phir najaron se gira diya
    gujari hai raatein kayi meri jaag jaagake
    pyaar ke woh khat jo likhe hai ungali kaatkar
    ai sanam unn hatho ko -2, muskuraake jala dena
    ja yaar hamko chhodake pyaar dil se bhula dena



    I added more two songs from this beautiful album, my favourites
    Last edited by algebra; 03-23-2009 at 05:10 PM.
    O coração da gente chega lateja
    A gente só deseja passar bem
    Com você meu bem
    No xenhenhém
    No xenhenhém
    No xenhenhém
  2. algebra's Avatar

    algebra said:

    Default

    I've inserted links for listening to these songs online. For delight of the guests
    O coração da gente chega lateja
    A gente só deseja passar bem
    Com você meu bem
    No xenhenhém
    No xenhenhém
    No xenhenhém