Raffa daffa saari duniya ko karke
Maza waza kar lo, maza waza kar lo
Raffa daffa sufi bandon ko karke
Nasha washa kar lo, nasha washa kar lo x (2)

Raatein naughty hone lagi hain
Raatein crazy hone lagi hain
Baatein chal kuchh to karein donon
Limit ke baahar jaake hum, haan..

Karne laga hai badmashiyan
Ke dil hua besharam, baby besharam
Let’s do aai yei yei ayyashiyan
Ke dil hua besharam, baby besharam x (2)

Besharam, baby besharam
Besharam, baby
Besharam, baby besharam
Besharam, baby besharam

Thoda sa bigadne mein
Bolo na kya harz hai
Hum donon bhi matlabi hain
Dil bhi khudgarz hai
Khul ke milne julne mein
Duniya ko aitraz hai
Phir bhi raaton ko milne se
Dil nai aata baaz hai x (2)

Dreamy! we are the feelin’ so
Dreamy! hosh na aaye when you see me
Sabko bhulake ik dooje mein
Khoye rahein hum

Karne laga hai badmashiyan
Ke dil hua besharam, baby besharam
Let’s do aai yei yei ayyashiyan
Ke dil hua besharam, baby besharam x (2)

Read more: http://www.lyricsbell.com/baby-besharam-naam-shabana/