Urdu translations

Thread: Urdu translations

Tags: None
  1. AnnaVissi's Avatar

    AnnaVissi said:

    Default Urdu translations

    hi
    can someone translate any of these songs for me please.
    any of these would be a lot of help .thanks





    Artist : Strings
    Track : Dhaani

    Dhani Ray Dhani
    Chunariya Dhani

    Oday Badal Kay Saaye Main Lehraye Gi
    Mujhay Tarpaye Gi Chali Jayegi
    Jaisay Bijuriya Mastani
    Halkay Jhonkay Ki Soorat Main Chhoo Jayegi
    Sharmaye Gi Aur Itraye Gi
    Jaisay Nadiya - Deewani

    Saye Main Uskay Barsoon Ka Jaga
    Main So Jaon
    Uski Sajti Sawarti Dhanak Main
    Main Ghar Banaon
    Apnay Ghar Main Kaye Chand Taray Utaron
    Sajaaon
    Khusboon Say Bharay Raaston Main Khojaon

    Rung Uskay Baarish Main Dhulkay Hain Khiltay
    Aur Nikhartay
    Roop Uskay Zameeno Kay Chehron Say Miltay
    Aur Sawartay
    Uskay Andaz Jaisay Hain Mosam Aatay Jatay
    Uskay Sub Rung Hanstay Bastay Jagmagatay



    Artist : Strings
    Track : Chaaye chaaye

    uski zulfain khuli to laga yun mujhay
    ghata chhaye chhaye...

    ghata chhaye to dil ki gali main bichay
    terey saaye saaye

    phir hua kia phir hua yun
    kaun janay kaun samjhay
    ek jhoonka chhokay guzra
    phool khil kay aap jhoomay

    panchi chehkay to chupkay say dil nay kaha
    koi aaye aaye ....

    yeh kahan naye hai purani bhi hai
    kuch anokhee bhi hai suhani bhi hai

    surmaye shaam hai aur deewani bhi hai
    baat kehni bhi hai aur chhupani bhi hai
    aaj baadal bhi mujhsay koi dastaan
    kehnay aaye aaye ...

    khushbuon say saji shaam aanay lagi
    geet mujhko naye phir sikhanay lagi
    masti har shaye pay ab to hai chhanay lagi
    dil ki kashti bhi ab to thikanay lagi
    mujhse kehti hai khushboo merey dil main woh
    rehnay aaye aaye ...



    Artist : Strings feat. Hari Haran
    Track : Bolo Bolo

    bolo bolo bolo naa
    kuch bolo bolo naa

    kaano main ek shor macha hai
    aakay tum rus ghoolo kuch bolona

    dekho tum ankon ko daikho to jaan sako
    sumjho tum baaton ko samjho to maan sako
    main kia kaho tum hi jaan lo

    itnay chehron main mujhko pehchan lo
    nazrain kia kehti hain main to yeh jaan gaya
    palkain kyon jhukti hain main pehchan gaya
    ek ehsaas hai tum ko bhi pyaar hai
    toro yeh qasam zara lub kholo na



    Artist : Strings
    Track : Kahani Mohabbat Ki

    kahani mohabbat ki hai mukhtasar
    gaya dil se phir woh na aaya idhar
    kabhi koi tha meri rahon ka ik humsafar

    kar gaya dil ka woh soona nagar , koi rasta na koi dagar

    usay dhoondon kahan,usay paaoon kahan
    aaj mein hoon yahan,woh kahan

    neelay aasman pe,baadal cha rahen hain
    panchi apne ghar ko,wapas ja rahen hain

    usay dhoondon kahan,usay paaoon kahan
    aaj mein hoon yahan,woh kahan

    kahani mohabbat ki hai mukhtasar

    duur parbaton pe,,phool khil rahen hain
    pyar karne waley,saath chal rahen hain

    usay dhoondon kahan,usay paaoon kahan
    aaj mein hoon yahan,woh kahan

    kahani mohabbat ki hai mukhtasar
    gaya dil se phir woh na aaya idhar
    kabhi koi tha meri rahon ka ik humsafar



    Artist : Strings
    Track : Mera Bichra Yaar

    mil gaya woh jochura ke meri ankhon se nindiya le gaya tha
    duur ek gaon hai wahan thandi chaon hai
    behti nadiya hai jaana hai nadiya k paar....

    mil gaya woh jochura ke meri ankhon se nindiya le gaya tha
    duur ek gaon hai wahan thandi chaon hai
    behti nadiya hai jaana hai nadiya k paar....

    kare mera intezar...mera bichra yaar...mera bichra yaar
    kare mera intezar...mera bichra yaar...mera bichra yaar

    rasta wohi jispe chalte saaye wohi chalte chalte
    dil main jo kuch bhi tha woh honton pe aane laga
    chahta hai woh bhi mujhko pagal banane laga
    kare mera intezar...mera bichra yaar...mera bichra yaar

    mil gaya woh jochura ke meri ankhon se nindiya le gaya tha
    duur ek gaon hai wahan thandi chaon hai
    behti nadiya hai jaana hai nadiya k paar....
    kare mera intezar...mera bichra yaar...mera bichra yaar



    Artist : Strings
    Track : Mitti

    Kuch Kehna Hai
    Yehi Kehna Hai
    Yahin Jeena Hai
    Yahin Marna Hai
    Jo Kuch Bhi Tumne Dia Hai
    Jo Kuch Bhi Subnay Dia Hai

    Meri Mitti Mangay Aur
    Daikho , Socho Kia Keh Rahin Hai
    Yeh Kirnain
    Roshan Zameen Aasman
    Sehra , Dariya Pholo Bhari Waadian
    Hum Pay Khuda Meherbaan

    Sub Kuch Dhondo to Yahin Hai Mil Jayega
    Manzil Ka Tumko Nishaan
    Mehnat , Muhabbat , Chahat Kay Sub Raastay
    Ab Muntazir Hain Yahan



    Artist : Strings
    Track : Najaney Kyun

    daikho kaisay parbat se badal gaye
    barsayngay yeh ab kahan,

    daikho kaisay phoolon say khushboo gayae
    mehkaingee yeh ab kahan,

    sukh ban gaye sapnay,sub khogaye apnay
    dil bhuj gaya ghar jal gaya
    na janay kyon , na janay kyon
    yaadon ka phir aanchal ura
    na janay kyon , na janay kyon
    na janay kyon , na janay kyon

    daikho kaisay haaton se jugnoo gaye
    chanmkaingay yeh ab kahan,

    kyon sogaye shamain,kut na sakeen raatein
    dil bhuj gaya ghar jal gaya
    na janay kyon , na janay kyon
    yaadon ka phir aanchal ura
    na janay kyon , na janay kyon
    na janay kyon , na janay kyon



    Artist : Strings Feat Sagrika
    Track : Pal

    Chahain Hum Sabhi Itna Hi Sundar Kal
    Jaisay Thum Gaye Ho Aaj Ka Yeh Pal

    Kitna Pyaara Hai
    Kitna Pyaara Hai Yeh Pal

    Ankhon Main Hai Bus Ek Sapna
    Kay Laboon Pay Ho Bus Ek Naghma
    Kay Faaslay Ho Kum
    Hum Hain Doori Na Rahay

    Jaisay Raat O Din Ka Milna
    Jaisay Sehra Main Phoolon Ka Khilna
    Aur Pyaar Ka Diya
    Dil Main Ab Jaltay Rahain

    Aur Uski Roshni
    Yeh Kehti Rahay
    Yeh Kehti Rahay



    Artist : Strings
    Track : Sohniye

    chanda dekhi chup jaye,bhanwra dekhe jal jaye
    dil yeh chahe tu na jaaye,koi ise samjhaye

    raaton ki nindiya tuhi hai,mmanzil ka rasta tu hi hai
    dil yeh chahe tu na jaye,koi ise samjhaye
    na na na na na na meri sohniye meri sohniye
    na na na na na na meri sohniye meri sohniye

    jaan le gayi muskura ke,aanchal se mun ko chupa ke
    dil yeh chahe tu na jaye,koi ise samjhaye

    raja hoon tera meri rani,tera deewana o deewani
    dil yeh chahe tu na jaaye,koi ise samjhaye

    na na na na na na meri sohniye meri sohniye
    na na na na na na meri sohniye meri sohniye

    dharti pe tujhko sitaron main dekha
    maujon ko jaise kinaron main dekha
    phoolon ko jaise baharon main dekha
    nazaron main dekha baaharon main dekha
    dharti pe tujhko sitaron main dekha
    nazaron main dekha baaharon main dekha



    === Hai Koi Hum Jaisa ===

    Ay O Ay O Ay O Aaah ! Aalay Aalay Aalay Oh !
    Ay O Ay O Ay O Aaah Aalay Aalay Aalay Oh !
    Ay O Ay O Ay O Hai Koi Hum Jaisa !
    Masti Ka Hai Sama , Jhoomein Yeh Jahan !
    Hai Sitaron Ka Yeh Imtihaan ....
    Jazba Daastan , Himmat Hai Jawan !
    Ab Kay Jeetein Gaa Kaun Yaha ! [ Kaun Yaha ]
    Josh Kitna Hai , Zor Kitna Hai Kaun Chahye Yaha [ Chahye Yaha ]
    Hosh Uranay Ko , Jaan Laranay Ko Saray Aaye Yahaaaaaan !
    Ay O Ay O Ay O Aaah Aalay Aalay Aalay Oh !
    Ay O Ay O Ay O Aaah Aalay Aalay Aalay Oh !
    Dharti Asmaan Hongay Meherban , Barhtay Jao Ay Jawan !
    Tum Hi Roshni , Tum Hi Zindagi Na Koi Tumsa Hai Yahan ...
    Josh Kitna Hai , Zor Kitna Hai Kaun Chahye Yaha [ Chahye Yaha ]
    Hosh Uranay Ko , Jaan Laranay Ko Saray Aaye Yahaaaaaan !
    Ay O Ay O Ay O Aaah ! Aalay Aalay Aalay Oh !
    Ay O Ay O Ay O Hai Koi Hum Jaisa !
    Jitna Dam Hai Zor Laga Do , Aik Dujay Ka Saath Nibha Do !
    Rastay Ki Deewar Gira Do , Tum Kiya Ho Duniya Ko Bata Do ...
    Ay O Ay O Ay O Aaah ! Aalay Aalay Aalay Oh !
    Ay O Ay O Ay O Aaah ! Aalay Aalay Aalay Oh !
    Masti Ka Hai Sama , Jhoomein Yeh Jahan !
    Hai Sitaron Ka Yeh Imtihaan ....
    Jazba Daastan , Himmat Hai Jawan !
    Ab Kay Jeetein Gaa Kaun Yaha ! [ Kaun Yaha ]
    Josh Kitna Hai , Zor Kitna Hai Kaun Chahye Yaha [ Chahye Yaha ]
    Hosh Uranay Ko , Jaan Laranay Ko Saray Aaye Yahaaaaaan !
    Ay O Ay O Ay O Aaah ! Aalay Aalay Aalay Oh !
    Ay O Ay O Ay O Aaah ! Aalay Aalay Aalay Oh !
    Ay O Ay O Ay O Aaah ! Aalay Aalay Aalay Oh !
    Ay O Ay O Ay O Hai Koi Hum Jaisa !
  2. songlover26's Avatar

    songlover26 said:

    Default

    Artist : Strings
    Track : Sohniye

    chanda dekhi chup jaye,bhanwra dekhe jal jaye

    The moon sees you, it hides, The beetles see you they feel jealous

    dil yeh chahe tu na jaaye...koi ise samjhaye

    My heart doesn't want you to go...somebody console my heart

    raaton ki nindiya tuhi hai,mmanzil ka rasta tu hi hai

    You are the sleep of my nights, You are the path to my destination

    dil yeh chahe tu na jaye,koi ise samjhaye

    My heart doesn't want you to go...somebody console my heart


    na na na na na na meri sohniye meri sohniye
    No No No No.......Oh! my pretty one Oh! my pretty one
    na na na na na na meri sohniye meri sohniye
    No No No No.......Oh! my pretty one Oh! my pretty one

    jaan le gayi muskura ke,aanchal se mun ko chupa ke

    You took my life away by smiling, by hiding your face (from me)

    dil yeh chahe tu na jaye,koi ise samjhaye = My heart doesn't want you to go...somebody console my heart

    raja hoon tera meri rani,tera deewana o deewani
    I am your King my queen...Crazy for you O crazy girl (lovingly)
    dil yeh chahe tu na jaaye,koi ise samjhaye
    My heart doesn't want you to go...somebody console my heart

    na na na na na na meri sohniye meri sohniye

    No No No No.......Oh! my pretty one Oh! my pretty one
    na na na na na na meri sohniye meri sohniye

    No No No No.......Oh! my pretty one Oh! my pretty one

    dharti pe tujhko sitaron main dekha
    I saw you on earth I saw you in stars

    maujon ko jaise kinaron main dekha

    It was like seeing tides on shores

    phoolon ko jaise baharon main dekha

    Just like seeing flowers in spring

    nazaron main dekha baaharon main dekha

    Saw you in beautiful sights....saw you in spring season

    dharti pe tujhko sitaron main dekha

    saw you on earth I saw you in stars

    nazaron main dekha... baaharon main dekha...

    Saw you in beautiful sights....saw you in spring season...
  3. songlover26's Avatar

    songlover26 said:

    Default

    uski zulfain khuli to laga yun mujhay

    when her hair open it looks to me as if

    ghata chhaye chhaye...

    Black clouds spread

    ghata chhaye to dil ki gali main bichay

    when Black clouds spread then in the street of my heart spread

    terey saaye saaye

    your shadows shadows

    phir hua kia phir hua yun
    then happened what...it happened so

    kaun janay kaun samjhay

    Who knows...Who understands

    ek jhoonka chhokay guzra

    A breeze touched me and passed

    phool khil kay aap jhoomay

    The flowers started swaying

    panchi chehkay to chupkay say dil nay kaha

    Birds chirped and then my heart silently said ...

    koi aaye aaye ....

    somebody must or should come

    yeh kahan naye hai purani bhi hai

    this story is new and old too

    kuch anokhee bhi hai suhani bhi hai

    it's special and lovely too

    surmaye shaam hai aur deewani bhi hai

    it is like a pleasant evening and a bit crazy too

    baat kehni bhi hai aur chhupani bhi hai

    I have to say it but hide it too (at the same time)

    aaj baadal bhi mujhsay koi dastaan

    to tell me astory, even clouds
    kehnay aaye aaye ...

    have come come

    khushbuon say saji shaam aanay lagi
    An evening decorated with fragrances has started arriving

    geet mujhko naye phir sikhanay lagi
    teaching me new songs

    masti har shaye pay ab to hai chhanay lagi
    Joy has started spreading everywhere

    dil ki kashti bhi ab to thikanay lagi
    the boat of my heart has reached it's shore

    mujhse kehti hai khushboo merey dil main woh
    the fragrance tells me that she should come in my heart...

    rehnay aaye aaye ...
    to stay
  4. AnnaVissi's Avatar

    AnnaVissi said:

    Default

    thank you a lot songlover : ) thanks
  5. songlover26's Avatar

    songlover26 said:

    Default

    Quote Originally Posted by AnnaVissi View Post
    thank you a lot songlover : ) thanks
    Your Welcome