Usha Mangeshkar – Letras de Mungda Mungda

Tu mungda, oh mungda, main gud ki dali
Mangta hai to aaja rasiya na hi to main ye chali - 2
Tu mungda, Hmm mungda, main gud ki dali
Mangta hai to aaja rasiya na hi to main ye chali -2
Oh le baiyyaan thaam gori gulaabi
Le baiyyaan thaam gori gulaabi
Daaru ki botal chhodo re anari sharaabi - 2
Oh sharaabi
Mungda, mungda, mungda, main gud ki dali
Zara mera nasha bhi chak le aaya jo meri gali -2

Aafat ki Chal dekhe so lut jaaye - 2
Tu jis mein naina taan haathon se pyaala satak jaaye - 2
Aa chitak jaa
Mungda, mungda, mungda, main gud ki dali
Kaisa mulga hai sharmila tujhse to main hi bhali - 2
Tu mungda, mungda, main gud ki dali
Mangta hai to
Mangta hai to aaja rasiya na hi to main ye chali - 2

Añadido por Guest