Zamaney Ke Andaaz(saqi Nama) lyrics
Zamanay kay andaaz badlay gaey
Naya raag hai saaz badlay gaey (x2)
Khirad ko ghulami say aazad kar
Jawanon ko peeron ka ustad kar
Zamanay kay andaaz badlay gaey
Naya raag hai saaz badlay gaey
Jigar say wohi teer phir par kar
Tamanna ko seenon main bedar kar (x2)
Jawanon ko sozi jigar bakhsh de
Mera ishq meri nazar bakhsh de
Zamanay kay andaaz badlay gaey
Naya raag hai saaz badlay gaey
Khirad ko ghulami say aazad kar
Jawanon ko peeron ka ustad kar
Zamanay kay andaaz badlay gaey
Naya raag hai saaz badlay gaey
Pila de mujhe woh may pardah soz
Keh aati nahin fasl-e-gul roz roz (x2)
Woh may jis say roshan hai zameer-i-hayaat
Woh may jis say hai mastee-e-kainaat
mastee-e-kainaat
Zamanay kay andaaz badlay gaey
Naya raag hai saaz badlay gaey (x2)
Khirad ko ghulami say aazad kar
Jawanon ko peeron ka ustad kar
Zamanay kay andaaz badlay gaey
Naya raag hai saaz badlay gaey (fade till end)
Top Junoon songs
- Zamaney Ke Andaaz(saqi Nama)
- Jazba-e-junoon
- Sayonee
- Mukh Gaye Nay
- Chalay Thay Saath
- Kyon Pareshan Hai Tu
- Husn Walo
- Yaar Bina
- Azadi
- Dosti
- Mera Mahi
- Bheegi Yadein
- Iltija
- Saeein
- Khuab

Comment Zamaney Ke Andaaz(saqi Nama)