Lakshya – Lakshya lyrics

Album: Lakshya

Haan yehi rasta hai tera, tune ab jaana hai
Haan yehi sapna hai tera, tune pehchaana hai

Haan yehi rasta hai tera, tune ab jaana hai
Haan yehi sapna hai tera, tune pehchaana hai
Tujhe ab ye dikhaana hai
Roke tujhko aandhiyaan, ya zameen aur aasmaan
Paayega jo lakshya hai tera
Lakshya ko har haal mein paana hai

Himmat se jo koyi chale, dharti hille qadmon tale
Kya dooriyaan kya faasle, manzil lage aake gale
Himmat se jo koyi chale, dharti hille qadmon tale
Tu chal yunhi ab sub-ho-shaam, rukna, jhukna nahin tera kaam -kaam
Paayega jo lakshya hai tera
Lakshya ko har haal mein paana hai

Haan yehi rasta hai tera, tune ab jaana hai
Haan yehi sapna hai tera, tune pehchaana hai
Tujhe ab ye dikhaana hai
haan yehi lakshya hai tera tune ab krna hai

Submitted by Guest