Chhoo Lene Do Nazuk lyrics
choo laney do nazuk hoonton ko
kuch aur nahi hay jaam hay yeh
qudrat nay jo hum ko bakhsha hay
wo sab se haseen inaam hay yeh
choo laney do nazuk honton ko..
sharma kay na youhi kho dena rangeen jawani ki ghariyan (2)
betaab dharaktey seenoo ka armaan bhara peghaam hay yeh
choo laney do nazuk honton ko
acchon ko bura sabit karna duniya ki purani aadat hay (2)
iss may ko mubarak cheez samajh mana kay bohat badnaam hay yeh
choo laney do nazuk hoonton ko
kuch aur nahi hay jaam hay yeh
qudrat nay jo hum ko bakhsha hay
wo sab se haseen inaam hay yeh
choo laney do nazuk honton ko.
Submitted by Guest
Top Mohammad Rafi songs
- Dil Ke Jharoke Mein Tujko Bithakar
- Shirdi Wale Sai Baba
- Isharo Isharo Mein Dil Lene
- O Meri Mehbooba
- Khilona Jaan Kar
- Maein Zindagi Ka Saath Nibhata Chala Gaya
- Aane Se Uske Aaye Bahaar
- Teri Bindiya Re
- Yaad Teri Aayegi
- Tumne Pukara Aur Hum Chale Aaye
- Dafliwale Dafli Baja
- Mujhe Pyar Ki Zindagi
- Tumsa Nahin Dekha
- Tum Mujhe Yun Bhula Na Paoge
- Chand Mera Dil Chandni Ho

Comment Chhoo Lene Do Nazuk