Udit Narayan, Abhijeet – Woh Chaand Pe Titli Ka Kadam lyrics

woh chaand pe titli ka kadam tum ho ha tum ho
woh phool pe khushbu ka janam tum ho ha tum ho
raat ki baahon mein simti hui
ha raat ki baahon mein simti hui
woh kaanpte hothon ki sharam tum ho ha tum ho
woh chaand pe titli ka kadam main hoon ha main hoon
woh phool pe khushbu ka janam main hoon ha main hoon
raat ki baahon mein simti hui
ha raat ki baahon mein simti hui
woh kaanpte hothon ki sharam main hoon ha main hoon

zulf teri hain jaise woh ghata
tujhse chalti chalti hain jo hawa
zulf teri hain jaise woh ghata
tujhse chalti chalti hain jo hawa
tu jaane na jaane yeh maane na maane - 2
yeh nazaaren hai tere pyar se
har shaam ki meethi si chubhan tum ho haa tum ho
woh chaand pe titli ka kadam main hoon ha main hoon

ho tujhse paya hai maine yeh jahaan
tujhsa duja na koi bhi hain yahaan
ho tujhse paya hai maine yeh jahaan
tujhsa duja na koi bhi hain yahaan
yeh dil bhi tumhara yeh jaan bhi tumhari - 2
ham deewane hain tere pyar ke
har khwaab ki ujli si kiran main hoon haa main hoon
woh chaand pe titli ka kadam main hoon ha main hoon
raat ki baahon mein simti hui
ha raat ki baahon mein simti hui
woh kaanpte hothon ki sharam main hoon ha main hoon
woh chaand pe titli ka kadam tum ho ha tum ho
woh phool pe khushbu ka janam main hoon ha main hoon
woh chaand pe titli ka kadam tum ho ha tum ho

Submitted by Guest