Alka Yagnik – Ab Hain Neend Kise Lyrics

tujhse puchu ek sawaal
bol zara kya hai tera haal
kya meri tarah tu bhi tadapta hai

ab hai neend kise ab hai chain kaha
hosh udaaye tera shabaab
mere sawaal ka de tu jawaab
kya tera dil bhi aise dhadakta hai
ab hai neend kise ...

neendiya churaa ke le gayi bindiya deewani
jiyaa le gaye kunvaare kanganaa
doli mein bitha ke tujhe chunari udhaa ke
main to le aaungaa mere anganaa
pyaar ka phool dil mein mehaktaa hai
ab hai neend kise ...

saari saari rainaa teri yaad sataaye
barasaat sataaye sajanaa
kaate na katein ye din ab tere bin
mulaaqaat sataaye sajanaa
paas aake bhi tu duur rehta hai
ab hai neend kise ...

Hinzugefügt von Guest