Anuradha Paudwal – Aaj Hum Tum O Sanam Lyrics

aaj hum tum O sanam milake ye waada karein - 3
(main tere dil mein rahoon) - 2 tu mere dil mein rahein
aaj hum tum O sanam milake ye waada karein - 2

hum teri aankhon mein aise kho jaayenge - 2
duniya waalon ko na hum nazar aayenge - 2
aaj hum tum O sanam milake ye waada karein - 2

chaandani raaton mein yaad jab aati hai - 2
tere deewaane ko kitana tadapaati hai - 2
aaj hum tum O sanam milake ye waada karein - 2
(main tere dil mein rahoon) - 2 tu mere dil mein rahein
aaj hum tum O sanam milake ye waada karein - 2

Hinzugefügt von Guest