Anuradha Paudwal – Letras de Maine Pyar Tumhi Se Kiya Hain

maine pyar tumhi se kiya hai
maine dil bhi tumhi ko diya hai
ab chaahe jo ho jaaye
( main duniya se ab na daru
tujhi se main pyaar karu ) -2

ailaan yahi karne aaya
main aaj yahaan marne aaya
ruswa tujhe main kar jaaunga
kha ke zehar ab mar jaau

Añadido por Guest