Dharmendra Narayan – Letras de Maan Lo kaha
Maan lo keha jo main kehta hun
soch lo zara jo main kehta hun
pana hai ab hamein nai dagar
tay karna Hai ab ek naya safar
La La
Stanza 1
gar tum dekho meri in aankho mein
pooage tum mujhe apni he rahon mein
hua  subse juda  ek tumhare liye
khoyee saari khushiyaan maine tumhare liye
La La
Kar lo mera yaqin
Hai gawaah ye zamin
La La
Maan lo keha jo main kehta hun
soch lo zara jo main kehta hun
pana hai ab hamein nai dagar
tay karna Hai ab ek naya safar
La La
Stanza 2
Humne guzaare  har pal  apne saath saath
Humne baantein har ghum apne saath saath
Bani  chaahat meri tum mere  sanson ki
Ab ho aahat  meri tum mere  rahon ki
La La
Chalo Chale phir se hum
Mila Ke qadam
La La
Maan lo keha jo main kehta hun
soch lo zara jo main kehta hun
pana hai ab hamein nai dagar
tay karna Hai ab ek naya safar
La La
