Hariharan – Letras de Apni Zulfein Mere Shano

apni zulfein mere shano pe bikhar jane do
aaj roko na mujhe hadh se guzar jaane do
apni zulfein mere shano pe bikhar jaane do

tum jo aaye toh baharon pe shabab aaya hai
in nazaron pe bhi halka sa nasha chaya hain
apni aankhon ka nasha aur bhi badh jaane do
apni zulfein mere shano pe bikhar jaane do
aaj roko na mujhe hadh se guzar jaane do
apni zulfein mere shano pe bikhar jaane do

surkh hothon pe gulabo ka guma hota hain
aaisa manzar ho jahaan hosh kahaan rehta hain
yeh hasin hoth mere hothon se mil jaana do
apni zulfein mere shano pe bikhar jaane do
aaj roko na mujhe hadh se guzar jaane do
apni zulfein mere shano pe bikhar jaane do

Añadido por Guest