Sadhana Sargam – Letras de Aapko Samjha Hai Jabse Zindagi
haa aapko samjha hai jabse zindagi
aapko samjha hai jabse zindagi
zindagi ab zindagi lagne lagi - 2
aapki baahon mein jabse aa gaye - 2
aaisa lagta hai ke manzil pa gaye- 2
(in aankhon mein shararat hai sharafat hai
hai bala ki shaukhiya kaisi yeh qayamat hai) - 2
iss kadar najdeekiya kehti hai ishaaron se
aa gaye manzil pe hum in dil ki raahon se
aapki har baat mein ek baat hai - 2
der se samjhe magar kya baat hai - 2
(kayi armaan dil mein aur uljhan yeh
jaan lewa hain mohabbat yeh mohabbat yeh) - 2
ha aa gaye ham zindagi mein ek aaise mod par
jee nahi sakte mohabbat ka yeh daaman chodkar
aapki iss ashiqui ko kya kahe - 2
apne is dil ki lagi ka kya kare - 2
aapko samjha hai jabse zindagi
aapki baahon mein jabse aa gaye
zindagi ab zindagi lagne lagi
aaisa lagta hai ke manzil pa gaye
Lo más escuchado de Sadhana Sargam
- Na Kajre Ki Dhaar
 - Nahi Yeh Ho Nahi Sakta
 - Jab Koi Baat Bigad Jaaye
 - Mere Sanam Mujhko Teri Kasam
 - Pehla Nasha
 - Pal Pal Soch Mein
 - Aao Na Ao Na
 - Teri Panaah Mein Hamein Rakhana
 - Kaise Jiyunga Main Agar
 - Kutch Mere Dil Ne Kaha
 - Jaane Jaa Rab Teri Duhai
 - Jhula Bahon Ka
 - Mohabbat Na Karna
 - Saat Samundar Paar Main Tere
 - Socha Na Tha
 
