Mohammad Rafi – Woh Bijli Hain Ham Shola lyrics

vo bijali hain ham sholaa,
aaj na jaane kya hoga
chaand se takkar suraj ki, lo aaya din qayaamat ka
ho ho ho yaaron husn ki ishq se ye pehali mulaakaat hai
aa ha ha vallaah kya baat hai, oh ho ho vallaah kya baat hai

hote hain kaafir yoon to, allaah-allaah kahate hain dilbar jinako
dil ko uda len hans ke, taubaa-tauba aata hai jaadu inko
lekin hamse jo aankh mili to, khaa gaye vo bhi chakkar
sab naaz vo apane bhool gaye, aur bhool gaye sab akad
unako paani peena padaa, ye hai naazuk waqt bada
chaand se takkar suraj ki, lo aaya

aisi bhi kya madhoshi, dekho-dekho hosh nahi anchal ka
kehti hai saaf nigaahen, allaah

kasam haal bura hai dil ka
hai baat abhi to aankhon tak, aage zaalim kya hoga
jab dil ko chhu legi najar, jaane aalam kya

hoga chaand se takkar suraj ki, lo aaya

Submitted by Guest