Yesudas – Jaanam Jaanam Tera Mera Pyar lyrics

jaanam jaanam tera meraa pyaar nayaa hai
giit puraanaa saaz nayaa hai
jaanam jaanam...

aaj kii har ghadiE Pyar bhari roop ka nihaar leke aaii hai
raat kii chaandanii zindagii mein ik nai bahaar leke aaii hai
kudarat ne khole hain aakhon ke raaj naye
jaanam jaanam...

jharanon mein aaj nayaa giit hai
giiton mein pyaar kaa sangiit hai (2)
mahakii fiza ne chanchal hawa ne (2)
tujh hii se siikhe hain naazook andaaz nayi
jaanam jaanam...

Submitted by Guest